BAARISH. PAYAL DEV
BAARISH/payal Dev - Payal Dev stebin Ben Lyric
| Payal Dev stebin Ben | |
| Singer | Payal Dev |
| Music | Aditya Dev |
| Song Writer | Kunnal Verma |
Baarish – Payal Dev & Stebin Ben
Track "Payal Dev"
on Bandsintown
Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi
Muskura jaati hain khud yeh palkein meri
Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi
Muskura jaati hain khud yeh palkein meri
Kabi aisa bhi hota hai
Bhula deti main tujhko
Magar boondein meri har
Koshish barbaad karti hahin
Tumein baarish bada yaad karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
Main bhoola nahi hoon panaahon ko teri
Woh jismein tha maine zamana ghuzara
Bichhadne se pehle tera
Woh mujhse lipat jaana
Woh bebas nigahein meri
Ab tak fariyaad karti hain
Tumein baarish bada yaad karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Baarish Song Detail
Singer: Payal Dev, Stebin Ben

Comments
Post a Comment